Free Fire Lag Hota Hai - Free Fire Network Error Problem Solved TrickerAmit
Dosto Free Fire Sablog Khelte Ho Lekin Jab Free Fire Ke under Me koi Glitch Ya Network Issue Hota Hai to Aisa Lagata Hai Ki Game Ko Hi Hata Du Us time bhaut Gusaa Aata Hai.Kabhi Kabhi to Aisa Hota Hai Ki Bante Hum Par Rash karne lag jaate hai tab humara ping hai ho jata hai to sach me bhaut gussa aata hai bhai isliye aaj main aap sabke liye ek new Articles lekar aaya hu agar aap mera bataye gaye words ko dhyaan se follow karte hai to aapka free fire lag or network issue nahi hoga.
Free Fire Lag Kyu Hota Hai ?
Dosti Ye bhaut Saare Logo Ko Pata Nahi hota ki free fire game lag kyu hota hai.sabse pahle hum aapko yahi batana chahunga ki free fire games lag kyu ho ta hai.to bhai free fire lag hone ka sabse main reason hota hai device yani ki aapki mobile ki aap kis mobile me free fire ko khelte hai agr aapke pass badhiya phone nahi hai aur aap free fire khelte hai to aapka game lag hoga.
Dosto Dusri wajah yah hai ki aapka network aacha nahi chal rha hoga isliye aapka game lag karta hai.lekin koi baat nahi dosto mere pass kuch tips hai jisse aap apne phone me karte hai to aapka game me kabhi bhi network problem nahi hoga
To chalo dosto hum aage ki process ko start karte hai.
Free Fire Me Network Issue Ho Rha Hai to Ye Kare.
Sabse pahle dosto aap apne phone ki setting me aana hoga
Uske baad additional settings me aana hoga
Uske baad dosto aap backup and reset ke upar click karke system restore setting karn a hoga ghabraye nahi isse aapka phone ka koi bhi data delete nahi hoga
Sir aapke settings me jo cher char hua hai wo bilkul new jaisa ho jaayega.
Agar aap aisa karte hai to aapka game lag nahi karega aur nahi network problem hoga.to dosto agar aapko humaara post pasand aaya hoga to post ko like share jarur karna.
0 Comments