Ad Code

Responsive Advertisement

Facebook Password Bhul Gaye To Kya Kare ? - TrickerAmit

 Facebook Password Bhul Gaye To Kya Kare ? - TrickerAmit





Dosto Aaj Hum Es Article Me Aap Sab Se Baat Karne waale hai ki agar aap apna facebook ka password bhul gaye hai to aap apne facebook me login kaise kar paayenge.

Dosto Login Karne ke bhaut saare tricks hai.lekin main aapko bataunga ki aap apne bhule huye password ke jagah new password kaise set kare aur facebook me kaise login kare ye sab kuch hum jaanenge


Dost Facebook Password Ko Forgot Karna Bhaut Aasaan Hai,ekdam 2 minutes ke ander me aap apne facebook ka password forgot karke apna naya password bana sakte hai.chlo hum baat karte hai ki facebook ke password forgot karne ke liye kya kya document chahiye.


Facebook Password Forgot Karne Ke Liye Kya-Kya Chahiye ?


1 ) Registered Phone Number


2 ) Linked E-mail Address

Dosto Agar ye dono options aapme pass available hai to aap bhaut aasaan se apne facebook ka password reset kar sakte hai.


Facebook Password Reset Karne Ke Liye Sabse Pahle Aapko Apne Google Chrome Browser Me aana hoga.



Uske baad aapko search karna hoga facebook.com


Uske baad aapko forgot password ke upar click karna hoga



Iske baad aapko apna pho e number aur email id daalkar apna facebook ka otp mangawana padega jab aapka otp aa jaaye to use daal dena hai.



Uske baad aapko new password dalkar apna password set kar lena ho jaayega


Ye tha satik option jisse aap apne khoye huye Facebook password ko reset kar sakte hai.


Dosto Agar aapko post pasand aaya hoga to like share karo.


Regards:

TrickerAmit

Post a Comment

1 Comments