Ad Code

Responsive Advertisement

PNB Bank ATM Ka Pin Bhul Gaye to Ghar Baithe Kaise Change Kare

 PNB Bank ATM Ka Pin Bhul Gaye to Ghar Baithe Kaise Change Kare




Dosto Aaj Hum Aap Sab Se Baat karenge Ki Agar Hum ATM Ka Password Bhul Jaaye To Bina Bank Jaaye Ghar baithe ATM Ka Pin Kaise Change Kar Sakte Hai.Aaj Kal Duniya Itna Fast Ho Gaya Hai ki Ghar Baithe Sabkuch Aapko Haasil Ho Jaayega.Es Baag Daur Ki Zindagi me Har Koi apna Atm Ka Pin Bhul Jata Hai Aise Me unhe Bank Jaakar Atm ka sikayat karna padta hai aur fir aapko bank ka staff aapko bol dete hai ki khud se karlo.




Dosto Aaj Hum Aapko Es Article Me Yahi Sikhayenge Ki Aap PNB ATM Ka Pin Ghar Baithe Kaise Change Kar sakte Hai.


ATM Pin Change Karne Ke Liye Kya Kya Document Chahiye?


Dosto Pahle Hum aapke baat karenge ki atm pin change karne ke liya kiya kiya chahiye kyu ki jab hum atm ka pin change kar e ka process suru karye hai to humme kuch personal document saath me rakhan chahiye.

1) ATM CARD Jiska Pin Change Karna Chahte Hai

2) Bank Me Registered Mobile Number

3) Smartphone or Computer with internet connection


Agar Aapke pass ye sab document hai to aap khud se ghar baithe ATM ka pin Change kar sakte hai.

Ab hum jaanege ki atm ka pin change karne ka process kiya hota hai


To sabse pahle dosto aapko apne phone me message ko open karna hai

Uske baad aapko ek message type karna hai

Message - DCPIN CARDNUMBER

SENT TO:5607040


Ye message type karke apne bank me registered number se send karna padega uske baad aapko 1 minutes ke under me aapko ek 5 or 6 digit ka foto received hoga 


Iske baad aapko apna nearest ATM me jaana Hoga Uske baad aapko apna card ko Atm ke under insert karna padega uske baad aapko GREEN PIN KE button par rawana hoga uske baad aapke bhee par ko otp aaya tha use aapko daalna padega uske baad aapko bola jaayega new password daalne ke liye to aap apne hisaab se ek new 4 digit ka password set kar lijiyega 


Itna karne ke baad aapka atm card ka pin successful change ho jaayega.




Dosto aap ko humara post pasand aaya hoga to like share jarur karna.

Post a Comment

0 Comments