Free Fire Mein ₹29 Ka Special Airdrop Kaise Purchase Kare
Dosto Hum Jaante Hai Ki Aap Free Fire Khelte Hain Aur Aap Free Fire Me Diamond Lene Ke Liye Behaal Hai.Aapko Aisa Jarur Laga Hoga Ki Free Fire Id Me Aapke Pass Jyada Se Jyada Diamond Rahe Taaki Aap Free Fire Ki New Event Ki Item Ko Lene Ke Liye Diamond to Chahiye Hi.
Aap Sabko Kabhi Na Kabhi Free Fire Me 29 Rupee Ka 300 Diamond Mila Hoga Lekin Aapko Airdrop Purchase Karna Hi Nahi Aata Hoga isliye Aap Us 300 diamond ko nahi kharid paate.Aaj Hum Aao Sab ko yahi batane wala hu ki aap free fire ke under me ₹29 ka ya ₹10 ka Redeem code banakar Airdrop ko kaise kharid paayenge.
Free Fire Me Redeem Code Kaise Banate Hai
To Sabse pahle Dosto aapko redeem code banana padega uske baad aapko special airdrop ko redeem karna hoga.
To Redeem code banane ke liye aapko paytm,phone pay or google pay app ko istemaal karna padega.
Mai aapko phone ke regarding phone pae se redeem code banake ke dikhaunga.
Sabse pahle aapko phonepe ko open karke recharge waale section me jaakar google play ko recharge kare uske baad aapko amount daalna hai ki aap kitna ka redeem code banana chahte hai jitna ka banana chahte hai utna enter kare.
Jaise ki special airdrop 29 rupee ka aaya hoga to 29 fill karna hai.
Jab aap google play ko recharge kar lete hai to aapko ek new redeem code milta hai aap us redeem code ko copy karke rakh lijiye
Iske baad aapko apne free fire game me aana hai uske baad aapko special airdrop par click karke payment option me jaana hai aur aapko select karna hai redeem code iske baad aapne jo redeem code copy kiya tha use paste karde aapka redeem code aapko gmail id me chaka jaayega fir 1 tap to buy ke upar click karke aap airdrop ko purchase kar sakte hai.
To yahi tha kuch step jisse use karke aap special airdropbko purchase kar sakte hai.
Agar aapko post aacha laga hoga to like share jarur kare.
Regards:
TrickerAmit
1 Comments
Hell
ReplyDelete