Facebook Account Mein Two Step Verification Kaise Lagaye ?
Facebook Accounts Mein Two Step Verification Code Kaise Lagate Hain Aaj Hum Es Topic Par Jaaenge.Sabse Pahle to Hum Yah Jaaenge Ki Two Step Verification Hota Kiya Hai Uske baad Hum Pura Process Jaaenge Ki Facebook Account Par Two Step Verification Kaise Enable Karte Hai.
Two Step Verification Kya Hota Hai ?
Two Step Verification Facebook Ka Security Features Hai Jisko Enable Karne Ke Baad Aapko Facebook Me Login Karne Ke Liye Ek Otp Ka Jarurat Padega Jo Aaapke Registered Mobile Number Par Jaayega.
Jab tak Aap Otp nahi daalenge tab tak aap apne facebook account me login nahi kar paayenge.
Two Step Verification Lagane Ke Kya-Kya Faide Hai ?
Jab Aap Two Step Verification Ko Lagate Hai Uske Baad Aapko Kai Dher Saare Security Aapko Mil Jaate Hai Jaise Ki
◆Koi Aapka Facebook Password Jaankar Bhi Aapka Facebook Me Login nahi Kar Paayega.
◆Aapke Otp aapke Register Number Par Aayega Jisse Aap Reset Bhi Kar sakte Hai
◆Otp ke bina koi aapke account me login nahi kar paayega
◆Aapka Account Hack Hone Ke Baad Bhi Koi Aapka Facebook Me Login Nahi Kar Paayega.
Facebook Par Two step Verification Kaise Enable Karte Hain ?
Facebook Par Two Step Verification Turn On Karne Ke Liye Aapko Apna Facebook Account Me Login Hona Padega Uske baad Aapko Setting And Privacy Ke Upar Click Karna Padega
Iske Baad Aapko Settings Par Click Karke Security And Login Ke Upar Click Karna Padega
Security And Login Ke Upar Click Karne Ke baad aapko enable two factor Authentication ke upar click karna padega
Iske baad aapko apna mobile number daalkar authentication ko turn on kar dena hai.
Agar Aap Itna Karte Hai To Aapka Facebook Account Par Two Step Verification Code Enable Ho Jaayega.
Agar Aapko Article Aacha Laga Hoga To Share Jarur Karna.
Regards:
TrickerAmit
2 Comments
Plz bro mera account recover kr do plz
ReplyDeleteYou recover my account plz
ReplyDelete