Ad Code

Responsive Advertisement

Facebook Account Disband - Disband Facebook Account Recover Kaise Kare 2021

 Facebook Account Disband - Disband Facebook Account Recover Kaise Kare 2021


Facebook Account Disband - Disband Facebook Account Recover Kaise Kare 2021

Bhaut Saare Bhaiyo Ki Facebook Id Disband Ho Jaata Hai Aur unhe Nahi Pata Hota KI Disbanded Facebook Id Recover Kaise Karte Hai.Aaj Ki es Article me main aap sabko bataunga ki agar aapke facebook account disband ho gaya hai to aap us facebook id ko recover kaise kar sakte hai.


Sabse pahle him baat karenge facebook account disband kyu hota hai ?


Dosto aapka facebook account disband ho jaata hai lekin aapko yah pata nahi hota ki aapka facebook account kyu disbanded hua hai.yah jaan lena jyada jaruri hai.ho sakta hai aap humare es article ko dekhakar aap disbanded account ko fire se recovery kar loge lekin baad me firse aisa ho jaayega to aise me aapko pata hona jaruri hai ki facebook account disband kyu ho jaata hai.

Facebook account disband hota hai invalid click activity se ab aapko invalid click activity ke baare me kuch nahi pata hoga 

Invalid click activity ke matlb ki aapka facebook ka login kisi dusre account mein ya device me hua hai tab aapka id disband ho jaayega ya fire aapka facebook password baar baar change karne se bhi facebook account disband ho jaata hai.


Disband Facebook Id Recover Karne Ke Liye Kya Document Chahiye ?

Aadhaar Card

Pan Card

Driving License

Any documents issue by government


Agar aapke pass ye sab document hai to aap ka disbanded facebook account recover ho jaayega.disband facebook recover karne ke liye kuch process karna padta hai chlo ab hum us process ko discussed karte hai jisse aapk disband facebook recover ho jaayega.


Disband Facebook Account Ko Recover Kaise Karen ?

Dosto Ab Hum Jaane Ki Disband Facebook Account Ko Recover Kaise Karte Hai

Sabse pahle jab aap apne facebook mein login karte hai tab aapko ek error message dikhai deta hai aur woha par aapko ek form fill karne ke liye puchta hai.to aapko us form ke upar click karna hai

Uske baad aapko aapke saare details maange jaise ki aapka name aapka facebook profile photo aapka aadhaar card,voter ID card,pan card ya aur bhi koi government verify id aapko submit karna padta hai uske baad aap jab form ko fill karte submit karte hai to aapko within 2 hour facebook team ke tarf se aapko ek mail milega ki aapka id ka request humme received hua hai humare team aapko jald se jald iska reply karega.uske baad aapka facebook account review me chala jaata hai.jab aapka facebook account verify ho jaata hai to aapko ek mail milega ki aapka account recover kar diya gaya hai.ab aap us facebook account mein login kar paayenge.


Kabhi kabhi kisi ka id verification nahi hota kyu ki uska document facebook se match nahi karta hai isliye to dhyaan rakhe ki jab bhi aapk facebook ka disband account recover karte hai tab aap apna government issue id card hi de.


Agar aap itna karte hai to aapka bhi disband facebook id recover ho jaayega.


To dosto aap humme batao ki ye post aapko kaisa laga agar aapko post aacha laga hoga to like share jarur karna.


Regards

TrickerAmit

Post a Comment

9 Comments

  1. My account facebook please help mobile number 7383296261 gmail.dp910114@gmail.com link

    ReplyDelete
  2. My ID top up pls 3000 diamond my uid 1663508303

    ReplyDelete
  3. Please recover my account a froud guy changed my all porsenel information pease recover my fb account

    ReplyDelete
  4. Me fecebook heak ho gaya he mera phone number 7326087390

    ReplyDelete
  5. My account Ben please help me my mobile no: 9157280172

    ReplyDelete
  6. My account has been hacked please can u recover it my 9100721863 please contact me

    ReplyDelete
  7. My account hacked plz recover my account my whatspp no 8054630425 plz Amit sir plz recover my account

    ReplyDelete